Wednesday 1 December 2010

hum kitney ik saal main badal gaye....!!

na jeenay ki aas 
na mout ki tamanna
na pholoun main khushbo
na banna sanwarna
na titliyoun main rang 
na seep main mouti
na chouriyoun ki khanak 
na payaloun ki jhankaar
na ratoun k rat jagey
na raha ab intezaar

hum kitney ik saal main badal gaye.......!!

No comments:

Post a Comment