To Kya Ye Tay Hai Ke Ab Umer Bhar Nahi Milna
To Phir Ye Umar Bhi Kyon, Tum Se Gar Nahi Milna
Chalo Zamane Ki Khatir Ye Jaber Bhe Seh Len
Kay Ab Kabhi Jo Milay, Toot Kar Nahi Milna
Ye Kon Chupke Se Tanhaiyon Main Kehta Hai
Mere Baghair Sakoon Umer Bhar Nahi Milna
Rah-E-Wafa Ke Musafir Ko Kon Samjhaaye
Kay Is Safar Mein Koi Humsafar Nahi Milna
Juda To Jab Bhi Hue Dil Ko Yun Laga Jaise
Ke Ab Gaye To Kabhi Loat Kar Nahi Milna…!!

outclass
ReplyDeleteOsm
ReplyDeleteWahh..bht khoob
ReplyDeleteAlaaaaa
ReplyDeleteAmazing poetry,outclass.
ReplyDeleteIt's been injustice if poet name is not include
ReplyDeletePoet is Suroor Barabankvi.
ReplyDeleteaala
ReplyDeleteBoht aala
ReplyDeleteہجر دیجئے صبر دیجئے
ReplyDeleteکوئی کشادہ قبر دیجئے
محبت تو دے نہ سکے آپ
، ایسا کیجئے زہر دیجئے